Zindagi ko rang dene wala shagufta phool ho aap,
Chahere ko nikhar dene wali muskan bhi ho aap,
Dil ko hararat dene wala sharara bhi ho aap,
Rooh ko sukun de wali shabnam bhi ho aap,
Tasweer jis me hai aap ki,wo ankh bh ho aap,
Aur ankh me chamakne wala moti bhi ho aap,
Mere khwabon ki rahguzar ke hamrahi ho aap,
Haqiqat me na milne wala tasavvur bhi ho aap,
Meri likhi kitab ka unwan bhi ho aap,
Na likhi jo gazal us ka sher bhi ho aap,
Na sulza saki jo sawal, us ka jawab ho aap
jo bhi ho, jaise bhi ho, bade lajawab ho aap

only one word i hv to say...
ReplyDeleteLAJAWAB....
lajawab dost ki lajawab comment,,,thanks a lot
ReplyDeleteplz write this post in hindi. its very easy copy your post. plz read my blog
ReplyDeletehttp://bhagatbpl.blogspot.com/2011/03/blog-post_9119.html
I've no words BUT just Beautiful ! :)
ReplyDeleteYedi Eitraj na ho to kuchha Arj Karu:
ReplyDelete"Inke khwabon ke Rajkumar, ya ni Dream Prince, ho aap.
In mohatarma ko kaisa diwana bana diye hai aap."
He-He-He!
Just an attempt, Shahin. Don’t mind, please!
Liked it so much though I couldn't follow all the lines so properly,
Cos poetry is my true PASSION!!
Best of Act!
@suresh...really enjoyed your couplet...
ReplyDeleteThanks a lot for reading my poem & lyrical comment
Wah Wah Kya baat hei...
ReplyDelete